Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBheegi Raat (1965)
HomeBheegi Raat (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aise to na dekho ke behak jaayen kahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum haaye aise na kaho baat ke mar jaayen yahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum angdaayi si leti hai jo khushboo bhari zulfen khushboo bhari zulfen girti hai tere surkh labon par teri zulfen labon par teri zulfen zulfen na teri choom len zulfen na teri choom len ae maahzabin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum aahaaa haaaaa hmmmm hmmm sun sun ke teri baat nasha chhaane laga hai nasha chhaane laga hai khud apne pe bhi pyaar sa kuchh aane laga hai aane laga hai rakhna hai kahin paanv to rakhna hai kahin paanv to rakhte hain kahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum bheega sa jo hai naaz ye halka sa paseena ye halka sa paseena ye naachti aankhon ke bhanvar dil ka safeena dil ka safeena socha hai ke ab doob ke socha hai ke ab doob ke reh jaayen yahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum haaye aise na kaho baat ke mar
dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka nagma sa koi jaag utha badan mein jhankaar kee see tharathari hai tan mein jhankaar kee see tharathari hai tan mein ho o o mubaraq tumhe kisi ki larazti si baahon mein rehne ki raat aayee dil jo na keh saka tauba ye kissne anjuman saja ke tukde kiye hain guncha e wafaa ke tukde kiye hain guncha e wafaa ke ho o o uchhalo gulon ke tukde ke rangin fizaon mein rehne ki raat aayee dil jo na keh saka chaliye mubaraq jashan dosti ka daaman to thama aapne kissi ka daaman to thama aapne kissi ka ho o o humen to khushi yahi hai tumhen bhi kisi ko apna kehne ki raat aayee dil jo na keh saka saagar uthao dil ka kis ko ghum hai aaj dil ki keemat jaam se bhi kam hai aaj dil ki keemat jaam se bhi kam hai ho o o piyo chahe khoon e dil ho ke pite pilate hi rehne ki raat aayee dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm dil jo naa keh sakaa wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo naa keh sakaa wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo naa kah sakaa nagma sa koi jaag uthaa badan mein jhankaar ki si tharthari hai tann mein jhankaar ki si tharthari hai tann mein ho pyaar ki inhi dhadakti dhadakti fizaaon mein rahne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi ab tak dabee thi ek mauj e armaan lab tak jo aayi ban gayi hai toofaan lab tak jo aayi ban gayi hai toofaan ho baat pyaar ki behakti behakti nigaahon se kehne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi guzrein na ye shab khol doon ye julfein tumko chupaa loon moond ke ye palkein tumko chupaa loon moond ke ye palkein ho bekaraar si larajti larajti si chaaon mein rehne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo na keh sakaa
jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa dil pe anjaani si tasveer bana deti hai bujh ke reh jaati hai jab koi tamanna dil mein ik charaag aur bhi chupke se jala deti hai jaane wo kaun hai mujhko behlaati hai naashad jo hota hoon kabhi neend mein rang milaati hai jo sota hoon kabhi jaagta hoon to haaye jaagta hoon to kayi khaab dikhaa deti hai jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jab bhi uthti hai chhalakti hai gulaabi ki tarah der tak main to behktaa hoon sharaabi ki tarah kya kahoon chupke se haaye kya kahoon chupke se kya cheez pilaa deti hai jaane wo kaun hai roz milti hai wo tanhaa nahin rehne deti ye hai baat aur ke apna nahin kehne deti aur keh doon to haaye aur keh doon to palak hans ke jhuka deti hai jaane wo kaun hai
mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain adaaon mein thi saadgi ab se pehle hooo oooo ooooo adaaon mein thi saadgi ab se pehle wallah kahaan rang the ye sunhre ruphle hooooo oooo nazar milte hi nazar milte hi kya se kya ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain kisi mod se ban ke sooraj nikalna hoooo oooo ooooo kisi mod se ban ke sooraj nikalna tauba kahin dhoop mein chaandani ban ke chalna hooooo ooooo jidhar dekho jalwa jidhar dekho jalwanuma ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain yahaan to laga dil pe ik zakhm gehra hoooo oooo ooooo yahaan to laga dil pe ik zakhm gehra haaye wahaan sirf unka ye andaaz thehraa hooooo ooooo khata kar ke bhi khata kar ke bhi bekhata ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain
uff uff o tera ye baankpan tu hi to jahan mein nahin gulbadan jaata hai ja par mujhse itna na ban hey tu mera jo nahin phir mujhko kya ja kahin haan par tu aur kisi ka ho ye bhi to mumkin nahin ja deewane ja kahin pee kola pee kola hahahaha pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola armaan tha mujhko zara honthon pe teri baat ho are armaan tha mujhko zara honthon pe teri baat ho jud jaye dil dil se haathon mein tera haath ho haan magar abhi bole mujhe tu kya jane jod bhi doon tod bhi doon main to aisi hoon naazni tu mera jo nahin phir mujhko kya ja kahin par tu aur kisi ka ho ye bhi to mumkin nahin ja deewane ja kahin pee kola pee kola hahahaha pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola ab to hai husn mera apni hi ada mein magan are ab to hai husn mera apni hi ada mein magan fursat hai kisko yahan dhundhe jo teri anjuman ha magar o deewane mujhe tu kya jane main hoon shola main hoon bijli aa milungi main har kahin tu mera
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aise To Na Dekho Ki Bheegi Raat (1965) 04:32 39731
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:32   Song Number : 39731   

Dil Jo Na Keh Saka Bheegi Raat (1965) 04:21 11818
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 11818   

Dil Jo Na Keh Saka (Female) Bheegi Raat (1965) 04:43 36052
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:43   Song Number : 36052   

Jaane Wo Kaun Hai Bheegi Raat (1965) 03:21 12912
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 12912   

Mohabbat Se Dekha Bheegi Raat (1965) 03:21 12911
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 12911   

Tu Mera Jo Nahin Bheegi Raat (1965) 04:41 37816
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashikala, Pradeep Kumar
Duration : 04:41   Song Number : 37816